Dhaani Ray Dhaani
Chunariya
Dhaani Ray Dhaani
Chunariya
Boday Badal Kay Saaye Main Lehraye Gi
Mujhay Tarpaye Gi Chali Jayegi
Jaisay Bijuriya Mastani
Re Jhonkay Ki Soorat Main Chhoo Jayegi
Sharmaye Gi Aur Itraye Gi
Jaisay Nadiya Deewani Dhaani
Dhaani
Chunariya Haye Dhaani
Saye Main Uskay Barsoon Ka Jaga
Main So Jaon
Uski Sajti Sawarti Dhanak Main
Main Ghar Banaon
Apnay Ghar Main Kaye Chand Taray Utaron
Sajaaon
Khusboon Say Bharay Raaston Main Khojaon
Boday Badal Kay Saaye Main Lehraye Gi
Mujhay Tarpaye Gi Chali Jayegi
Jaisay Bijuriya Mastani
Dhaani Ray Dhaani
Chunariya Haye Dhaani
Rung Uskay Baarish Main Dhulkay Hain Khiltay
Aur Nikhartay
Roop Uskay Zameeno Kay Chehron Say Miltay
Aur Damakte
Uskay Andaz Jaisay Hain Mausam Aatay Jatay
Uskay Sub Rung Hanstay Bastay Jagmagatay
Boday Badal Kay Saaye Main Lehraye Gi
Mujhay Tarpaye Gi Chali Jayegi
Jaisay Bijuriya Mastani
Dhaani Ray Dhaani
Chunariya
Dhaani Ray Dhaani
Chunariya
Dhaani Ray
Bolo Bolo Bolo Bolo Naa
Kuch Bolo Bolo Bolo Naa
Bolo Bolo Bolo Bolo Naa
Kuch Bolo Bolo Bolo Naa
Kaano Main Ek Shor Macha Hai
Aakay Tum Rus Gholo Rus Gholo Na
Bolo Bolo Bolo Bolo Naa
Kuch Bolo Bolo Bolo Naa
Bolo Bolo Bolo Bolo Naa
Kuch Bolo Bolo Bolo Naa
Dekho Inn Ankon Ko Daikho To Jaan Sako
Sumjho Tum Baaton Ko Samjho To Maan Sako
Main Kia Kahon Tum Hi Jaan Lo
Itnay Chehron Main Mujhko Pehchan Lo
Bolo Bolo Bolo Bolo Naa
Kuch Bolo Bolo Bolo Bolo Bolo Na
Kaano Main Ek Shor Macha Hai
Aakay Tum Rus Gholo Rus Gholo Na
Bolo Bolo Bolo Bolo Naa
Nazrain Kia Kehti Hain Main To Yeh Jaan Gaya
Palkain Kyon Jhukti Hain Main Pehchan Gaya
Ek Ehsaas Hai Tum Ko Bhi Pyaar Hai
Toro Yeh Qasam Zara Lub Kholo Na
Bolo Bolo Bolo Bolo Naa
Kuch Bolo Bolo Bolo Naa
Kaano Main Ek Shor Macha Hai
Aakay Tum Rus Gholo Rus Gholo Na
Bolo Bolo Bolo Bolo Naa
Kuch Bolo Bolo Bolo Naa
Uski Zulfain Khuli To Laga Yun Mujhay
Ghata Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye
Ghata Chhaye To Dil Ki Gali Main Bichay
Terey Saaye Saaye Saaye Saaye Saaye Saaye Saaye Saaye
Phir Hua Kia Phir Hua Yun
Kaun Janay Kaun Samjhay
Ek Jhoonka Chokay Guzra
Phool Khil Kay Aap Jhoomay
Panchi Chehkay To Chupkay Say Dil Nay Kaha
Koi Aaye Aaye Aaye Aaye Aaye Aaye Aaye Aaye
Uski Zulfain Khuli To Laga Yun Mujhay
Ghata Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye
Yeh Kahani Naye Hai Purani Bhi Hai
Kuch Anokhe Bhi Hai Suhani Bhi Hai
Surmaye Shaam Hai Aur Deewani Bhi Hai
Baat Kehni Bhi Hai Aur Chupani Bhi Hai
Aaj Baadal Bhi Mujhsay Koi Dastaan
Kehnay Aaye Aaye Aaye Aaye Aaye Aaye Aaye Aaye
Uski Zulfain Khuli To Laga Yun Mujhay
Ghata Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye
Khushbuoon Say Saji Shaam Aanay Lagi
Geet Mujhko Naye Phir Sikhanay Lagi
Masti Har Shaye Pay Ab To Hai Chhanay Lagi
Dil Ki Kashti Bhi Ab To Thikanay Lagi
Mujhse Kehti Hai Khushboo Merey Dil Main Woh
Rehnay Aaye Aaye Aaye Aaye Aaye Aaye Aaye Aaye
Uski Zulfain Khuli To Laga Yun Mujhay
Ghata Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye
Phir Hua Kia Phir Hua Yun
Kaun Janay Kaun Samjhay
Ek Jhoonka Chokay Guzra
Phool Khil Kay Aap Jhoomay
Panchi Chehkay To Chupkay Say Dil Nay Kaha
Koi Aaye Aaye Aaye Aaye Aaye Aaye Aaye Aaye
Uski Zulfain Khuli To Laga Yun Mujhay
Ghata Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye Chhaye
Ghata Chhaye Chhaye Tu Dil Ki Gali Main Bichay
Teray Saye Saye Saye Saye Saye Saye Saye Saye
Kahani Mohabbat Ki Hai Mukhtasar
Gaya Dil Se Phir Woh Na Aaya Idhar
Kahani Mohabbat Ki Hai Mukhtasar
Gaya Dil Se Phir Woh Na Aaya Idhar
Kabhi Koi Tha Meri Rahoon Ka Ik Humsafar
Kar Gaya Dil Ka Woh Soona Nagar Koi Rasta Na Koi Dagar
Usay Dhoondon Kahan Usay Paaoon Kahan
Aaj Mein Hoon Yahan Woh Kahan
Kahani Mohabbat Ki Hai Mukhtasar
Gaya Dil Se Phir Woh Na Aaya Idhar
Kabhi Koi Tha Meri Rahoon Ka Ik Humsafar
Usay Dhoondon Kahan Usay Paaoon Kahan
Aaj Mein Hoon Yahan Woh Kahan
Neelay Neelay Aasman Pe Baadal Cha Rahen Hain
Panchi Apne Ghar Ko Wapas Ja Rahen Hain
Usay Dhoondon Kahan Usay Paaoon Kahan
Aaj Mein Hoon Yahan Woh Kahan
Kahani Mohabbat Ki Hai Mukhtasar
Duur Parbaton Pe Phool Khil Rahen Hain
Pyar Karne Waley Saath Chal Rahen Hain
Usay Dhoondon Kahan Usay Paaoon Kahan
Aaj Mein Hoon Yahan Woh Kahan
Kahani Mohabbat Ki Hai Mukhtasar
Gaya Dil Se Phir Woh Na Aaya Idhar
Kabhi Koi Tha Meri Rahon Ka Ik Humsafar
Kar Gaya Dil Ka Woh Soona Nagar Koi Rasta Na Koi Dagar
Usay Dhoondon Kahan Usay Paaoon Kahan
Aaj Mein Hoon Yahan Woh Kahan
Kahani Mohabbat Ki Hai Mukhtasar
Gaya Dil Se Phir Woh Na Aaya Idhar
Kabhi Koi Tha Meri Rahoon Ka Ik Humsafar
Usay Dhoondon Kahan Usay Paaoon Kahan
Aaj Mein Hoon Yahan Woh Kahan
Mil Gaya Woh Jo Chura Ke Meri Ankhon Se Nindiya Le Gaya Tha
Duur Ek Gaon Hai Wahan Thandi Chaoon Hai
Behti Nadiya Hai Jaana Hai Nadiya K Paar
Mil Gaya Woh Jo Chura Ke Meri Ankhon Se Nindiya Le Gaya Tha
Duur Ek Gaon Hai Wahan Thandi Chaoon Hai
Behti Nadiya Hai Jaana Hai Nadiya K Paar
Kare Mera Intezar Mera Bichra Yaar Mera Bichra Yaar
Kare Mera Intezar Mera Bichra Yaar Mera Bichra Yaar
Rasta Wohi Jispe Chalte Saaye Wohi Dhalte Dhalte
Dil Main Jo Kuch Tha Woh Honton Pe Aane Laga
Chahta Hai Woh Bhi Mujhko Badal Batanay Laga
Kare Mera Intezar Mera Bichra Yaar Mera Bichra Yaar
Mil Gaya Woh Jo Chura Ke Meri Ankhon Se Nindiya Le Gaya Tha
Duur Ek Gaon Hai Wahan Thandi Chaon Hai
Behti Nadiya Hai Jaana Hai Nadiya K Paar
Kare Mera Intezar Mera Bichra Yaar Mera Bichra Yaar
Kare Mera Intezar Mera Bichra Yaar Mera Bichra Yaar
Daikho Kaisay Parbat Se Badal Gaye
Barsain Gay Yeh Ab Kahan
Daikho Kaisay Phoolon Say Khushbo Gayae
Mehkain Ge Yeh Ab Kahan
Sukh Ban Gaye Sapnay Sub Khogaye Apnay
Dil Bhuj Gaya Ghar Jal Gaya
Na Janay Kyon Na Janay Kyon
Yaadon Ka Phir Aanchal Ura
Na Janay Kyon Na Janay Kyon
Na Janay Kyon Na Janay Kyon
Daikho Kaisay Haaton Se Jugnoo Gaye
Chamkain Gey Yeh Ab Kahan
Kyon So Gaye Shamain Kut Na Sakeen Raatein
Dil Bhuj Gaya Ghar Jal Gaya
Na Janay Kyon Na Janay Kyon
Yaadon Ka Phir Aanchal Ura
Na Janay Kyon Na Janay Kyon
Na Janay Kyon Na Janay Kyon
Daikho Kaisay Parbat Se Badal Gaye
Barsain Gay Yeh Ab Kahan
Daikho Kaisay Phoolon Say Khushbo Gayae
Mehkain Ge Yeh Ab Kahan
Chahain Hum Sabhi Itna Hi Sundar Kal
Jaisay Thum Gaya Hai Aaj Ka Yeh Pal
Chahain Hum Sabhi Itna Hi Sundar Kal
Jaisay Thum Gaya Hai Aaj Ka Yeh Pal
Kitna Pyaara Hai
Kitna Pyaara Hai Yeh Pal
Hooooo
Chahain Hum Sabhi Itna Hi Sundar Kal
Jaisay Thum Gaya Hai Aaj Ka Yeh Pal
Aankhon Main Ho Bus Ek Sapna
Kay Laboon Pay Ho Bus Yeh Naghma
Kay Faaslay Ho Kum
Hum May Doori Na Rahay
Jaisay Raat O Din Ka Milna
Jaisay Sehra Main Phoolon Ka Khilna
Aur Pyaar Ka Diya
Dil Main Ab Jalta Rahe
Aur Uski Roshni
Yeh Kehti Rahay
Yeh Kehti Rahay
Kitna Pyaara Hai
Kitna Pyaara Hai Yeh Pal
Kitna Pyaara Hai
Kitna Pyaara Hai Yeh Pal
Kitna Pyaara Hai
Kitna Pyaara Hai Yeh Pal
Chahain Hum Sabhi Itna Hi Sundar Kal
Jaisay Thum Gaya Hai Aaj Ka Yeh Pal
Chahain Hum Sabhi Itna Hi Sundar Kal
Jaisay Thum Gaya Hai Aaj Ka Yeh Pal
Kitna Pyaara Hai Yeh Pal
Kitna Pyaara Hai Yeh Pal
Chanda Dekhay Chup Jaye,Bhawra Dekhe Jal Jaye
Dil Yeh Chahe Tu Na Jaaye,Koi Isay Samjhaye
Raaton Ki Nindiya Tuhi Hai,Manzil Ka Rasta Tu Hi Hai
Dil Yeh Chahe Tu Na Jaye,Koi Ise Samjhaye
Nanana Na Nana Na Na Nana
Meri Sohniye O Meri Sohniye
Na Na Na Na Na Na Meri Sohniye O Meri Sohniye
Jaan Le Gayi Muskura Ke,Aanchal Se Mun Ko Chupa Ke
Dil Yeh Chahe Tu Na Jaye,Koi Ise Samjhaye
Raja Hoon Tera Meri Rani Tera Deewana O Deewani
Dil Yeh Chahe Tu Na Jaaye Koi Ise Samjhaye
Nanana Na Nana Na Na Nana
Meri Sohniye Meri Sohniye
Nanana Na Nana Na Na Nana
Meri Sohniye O Meri Sohniye
Dharti Pe Tujhko Sitaron Nay Dekha
Maujon Ko Jaise Kinaron Nay Dekha
Phoolon Ko Jaise Baharon Nay Dekha
Nazaron Nay Dekha Baaharon Nay Dekha
Dharti Pe Tujhko Sitaron Nay Dekha
Nazaron Nay Dekha Baaharon Nay Dekha
Nanana Na Nana Na Na Nana
Meri Sohniye O Meri Sohniye
Nanana Na Nana Na Na Nana
Meri Sohniye O Meri Sohniye
Chanda Dekhay Chup Jaye,Bhanwra Dekhe Jal Jaye
Dil Yeh Chahe Tu Na Jaaye,Koi Isay Samjhayeeeeeeeee
Kuch Kahna Hai
Yehi Kahna Hai
Yahin Jena Hai
Yahin Marna Hai
Kuch Kahna Hai
Yehi Kahna Hai
Yahin Jena Hai
Yahin Marna Hai
Jo Kuch Bhi Tum Nay Kah Dia
Jo Kuch Bhi Sab Nay Kah Dia
Meri Mitti Mangay Aur
Yeh Mitti Mangay Aur
Dekho Socho Kia Kah Rahin Hain Yeh Kirnain
Roshan Zameen Aasman
Sahra Dariya Pholon Bhari Wadiyan
Hum Pe Khuda Meharban
Jo Kuch Bhi Tum Nay Kah Dia
Jo Kuch Bhi Sab Nay Kah Dia
Meri Mitti Mangay Aur
Yeh Mitti Mangay Aur
Sab Kuch Yahin Hai
Dhoondo Tu Mil Jaye Ga
Manzil Ka Tum Ko Nishan
Mahnat Mohabbat Chahat K Sab Rastay
Ab Muntazir Hain Yahan
Jo Kuch Bhi Tum Nay Kah Dia
Jo Kuch Bhi Sab Nay Kah Dia
Meri Mitti Mangay Aur
Yeh Mitti Mangay Aur
Meri Mitti Mangay Aur
Yeh Mitti Mangay Aur
I I A O I I A O I I O I I O I I A O I I A O I I O I I O
I I A O I I A O I I O I I O I I A O I I A O I I O I I O
Masti Mein Sara Sara Sara
Jhoome Jahan
Saara Jahan Hai Mast Yahan
Josh Dikhane Sab Aaye Hai
Hosh Uraane Aaye Yahan
I I A O I I A O I I O I I O I I A O I I A O I I O I I O
I I A O I I A O I I O I I O I I A O I I A O I I O I I O
Chayi Hai Saari Duniya Yahan
Khel Rahe Hain Dil Jawan
Josh Dikhane Sab Aaye Hain
Hosh Uraane Aaye Yahan
I I A O I I A O I I O I I O I I A O I I A O I I O I I O
I I A O I I A O I I O I I O I I A O I I A O I I O I I O
Manzil Aik Hai
Khwaab Aik Hai
Sabke Dilon Mein Sama Jaana Hai
Ek Maidan Mein Sabko Aana Hai
Toofan Ban Ke Cha Jana Hai
Josh Dikhane Sab Aaye Hain
Hosh Uraane Aaye Yahan
I I A O I I A O I I O I I O I I A O I I A O I I O I I O
I I A O I I A O I I O I I O I I A O I I A O I I O I I O
Masti Mein Sara Sara Sara
Jhoome Jahan
Saara Jahan Hai Mast Yahan
Josh Dikhane Sab Aaye Hai
Hosh Uraane Aaye Yahan
I I A O I I A O I I O I I O I I A O I I A O I I O I I O
I I A O I I A O I I O I I O I I A O I I A O I I O I I O
Strings Dhaani Album Lyrics Source:
https://www.aikdesigns.com/dhaani-album-songs-lyrics.html