Rooh Ka Yeh Faisla Hai
Dil Kee Ab Yehi Hai Tarap
Mar Kai Jahan Bhee Jaoon
Hoonga Mein Waheen Dafan
Ai Watan
Tum Rakhna Mera Yeh Bharam
Jilawatan
Jilawatan
Jilawatan
Jilawatan
Apna Khud Sai Waada Hai
Khayee Hai Yehi Kasam
Ab Tau Martey Dam Tak
Sajaoonga Yehi Chaman
Ai Watan
Tum Bharna Mera Yeh Zakham
Jilawatan
Jilawatan
Jilawatan
In Rastoon Pe Chal Ke
In Aatishoon Pe Jal Ke
Kabhi Ghiray, Kabhi Bahay
Khawabon Ke Toofaan Se Guzar Ke
Parbatoon Ke Aasmaan Par Utar Ke
Kabhi Ghiray, Kabhi Bahay
Yehi Pukaar Hai, Yehi Aag Hai
Yehi Pukaar Hai, Yehi Aag Hai
Torro In Zanjeeron Ko
In Zanjeeron Ko
Choroo Is Aag Ko
Iss Aag Ko...
Iss Bay Hassi Pe Ghir Kay
Iss Bay Bassi Pe Ghir Kay
Kabhi Ghiray, Kabhi Bahay
Nafraton Ke Makaan Se Guzar Ke
Chahaton Ke Shahra Se Guzar Ke
Kabhi Ghiray, Kabhi Bahay...
Yehi Pukaar Hai, Yehi Aag Hai
Yehi Pukaar Hai, Yehi Aag Hai
Torro In Zanjeeron Ko
In Zanjeeron Ko
Choroo Is Aag Ko
Iss Aag Ko...
Jaltay Rahen Ge Ham Kab Tak
Chaltay Rahain Ge Ham Tab Tak
Aaj Ham Aik Insaan Banatay Hain
Nai Roshi, Nai Manzil Patay Hain
Torro In Zanjeeron Ko
In Zanjeeron Ko
Choroo Is Aag Ko
Iss Aag Ko...
Yehi Pukaar Hai, Yehi Aag Hai
Kuch Nahin...Khayaal Hai
Donon Taraf Kon Hai
Mein Bhi Aur Tum Bhi Nahin
Jaltey Howey Diyey Ko Aansoo Chahiye
Iradon Ko Bhi Zubaan Chahiye
Khwah Faasilay Nahin
Doorian Simatti Nahin
Raastey Hongay Agar
Yeh Faasley Kam Na Huun
Apna Aks Bhi Nahin
Aur Yahi Hai Zindagi
Kuch Nahinkhayaal Hai
Donun Taraf Kaon Hai
Jism Bhi Aur Jaan Bhi Nahin
Ragon Kay Andheron Ko Insaaf Chahiye
Ranjish E Kho'n Ko Bhi
Makaa'n Chahiye
Khwah Faasilay Nahin
Doorian Simatti Nahin
Raastey Hongay Agar
Yeh Faasilay Kam Na Huun
Apna Aks Bhi Nahin Aur Yahi Hai Zindag
Teri Khamoshion Mein Woh Baatein Hain Chupee
Mujh Kau Choo Laitee Hein Woh Har Aah Jau Yun Niklee
Namee Jau Aankhon Mein Thee
Khulee Woh Baatein Sabhee
Sab Bhula Kai Phir Bhee Chala Mein
Duniya Kee Rasmein Bhula Kai
Mujh Kau Jau Himmat Milee
Meri Dil Mein Barhtee Rahee
Mein Bhee In Aansoon Mein Dooba Hoon Kitney Din
Khud Sai Keh Sakoon Ga Jiya Hoon Teray Bin
Khushee Jau Baaton Mein Thee
Khulee Woh Baatein Sabhee
Sab Bhula Kai Phir Bhee Chala Mein
Duniya Kee Rasmein Bhula Kai
Mujh Kau Jau Himmat Milee
Meri Dil Mein Barhtee Rahee
Namee Jau Aankhon Mein Thee
Namee Jau Aankhon Mein Thee
Khulee Woh Baatein Sabhee
Sab Bhula Kai Phir Bhee Chala Mein
Duniya Kee Rasmein Bhula Kai
Mujh Kau Jau Himmat Milee
Meri Dil Mein Barhtee Rahee
Kal Kee In Baaton Mein Kia Rakha Hai
Socho Tau Kuch Bhee Naheen Sab Khala Hai
Aaj Bhee Kuch Badla Naheen
Kal Jahan Tha Ab Bhee Hoon Waheen
Shayad Yehi Kismet Mein Hai Likha
Manzil Naheen Phir Bhee Mein Chal Raha
In Sab Sawalon Mein Kia Rakha Hai
Kyun Mein Kuch Sochoon Jab Sab Fana Hai
Aaj Phir Usee Maur Pai Hoon Khara
Kis Gunah Kee Seh Raha Hoon Saza
Aaj Bhee Usee Maur Pai Hoon Khara
Kis Gunah Kee Seh Raha Hoon Saza
Shayad Yehi Kismet Mein Hai Likha
Manzil Naheen Phir Bhee Mein Chal Raha
Woh Raastey Gum Na Hotey
Ham Sehra Na Bhataktey
In Sadiyon Kai Safar Mein
Us Waqt Jau Thehar Jaatey
Kuch Tau Tum Keh Jaatey
Kuch Tau Tum Keh Jaatey
Kuch Tau Tum Keh Jaatey
Kuch Tau Tum Keh Jaatey
Kabhee Tau Milo Gai
Kabhee Tau Kaho Gai
Ham Jau Yun Na Jaatey
Kaash Thehar Jaatey
Kabhee Tau Milo Gai
Kabhee Tau Kaho Gai
Ham Jau Yun Na Jaatey
Kaash Thehar Jaatey
Aaj Bhee Talaash Hai
Woh Raastey Chaley Thai Jin Pai
Is Tarah Kabhee Yun Saath Saath
Hamesha Us Safar Mein
Ham Tum Sai Keh Paatey
Ham Tum Sai Keh Paatey
Ham Tum Sai Keh Paatey
Ham Tum Sai Keh Paatey
Kabhee Tau Milo Gai
Kabhee Tau Kaho Gai
Ham Jau Yun Na Jaatey
Kaash Thehar Jaatey
Kabhee Tau Milo Gai
Kabhee Tau Kaho Gai
Ham Jau Yun Na Jaatey
Kaash Theharjaatey
Kia Huwa Jau Khamosh Tha
Tum Bhee Tau Bekhabar Thai
Kia Huwa Jau Mein Chup Raha
Tum Bhee Be-Zubaan Rahey
Meray Paas Kuch Naheen
Meray Paas Kuch Naheen
Jaan Kar Bhee Anjaan Thai
Tum Jau Samjhey Woh Mein Naheen
Phir Bhee Tarastey Tum Rahey
Wujud Kau Jau Hai Naheen
Meray Paas Kuch Naheen
Meray Paas Kuch Naheen
Kia Huwa Jau Khamosh Tha
Kyun Tum Bezubaan Rahey
Meray Paas Kuch Naheen
Kuch Naheen
Ruk Gaye Phir Meray Qadam Is Soch Mein
Peechay Jau Chor Aaya Hoon Woh Bhee Thai Meray
Nikley Jau Is Hawas Mein Yeh Keh Payen Gai
Sab Kuch Lutaye Jau Apney Thai Meray
Ruk Gaye
Shareek-E-Gham Bhee Hai Mera Aur Tum Bhee Meray
Saath Kyun Phir Na Chaley Thai Tum Phir Meray
Nikley Jau Is Hawas Mein Yeh Keh Payen Gai
Fasla Thora Aur Manzil Aagey Meray
Andhera Ban Kai Ufaq Kai Ujaalon Mein
Zameen Kee Thakan Kau Kyun Is Tarah Chupaoon Mein
Ik Saaya Aa Gaya Hai
Ik Saaya Ruk Gaya Hai
Ik Saaya Apney
Saath Lai Kar Mujhe
Chal Para Hai
Andhera Ban Kai Ufaq Kai Ujaalon Mein
Zameen Kee Thakan Kau Kyun Is Tarah Chupaootn Mein
Madhosh Hoon, Gum Hoon Kaheen
Aao Yahaan, Yunhi Kabhee
Khamosh Hoon, Hoon Beqarar
Aao Yahan, Tum Aik Baar
Aansuon Mein Chupey Hain Saarey Gham
Chahat Teri Na Hau Kam
Bas Yehi Dua
Bichar Kai Bhee Alag Na Ho Saka Mujh Sai Tu
Teri Yaad Hai Saanson Mein Rahee Har Dam
Kabhee Socha Na Tha Keh Kabhee Woh Qadam
Chor Jayen Gai Mujhe
Chup Mein Naheen, Na Bezubaan
Kuch Tau Suno, Yunhi Sahee
Keh Dau Jau Tum, Bas Aik Baar
Meray Hau Tum, Yunhi Kabhee
Aansoon Mein Chupey Hain Saarey Gham
Chahat Teri Nah Hau Kam
Bas Yehi Dua
Bichar Kai Bhee Alag Na Ho Saka Mujh Sai Tu
Teri Yaad Hai Saanson Mein Rahee Har Dam
Kabhee Socha Na Tha Keh Kabhee Woh Qadam
Chor Jayen Gai Mujhe
Sadiyon Kee Hai Yeh Lagan
Kaisey Kar Doon Mein Khatam
Aagey Bhee Hein Aur Jahan
Ab Shuroo Hai Naye Dastaan
Aansoon Mein Chupey Hain Saarey Gham
Chahat Teri Nah Hau Kam
Bas Yehi Dua
Bichar Kai Bhee Alag Na Ho Saka Mujh Sai Tu
Teri Yaad Hai Saanson Mein Rahee Har Dam
Kabhee Socha Na Tha Keh Kabhee Woh Qadam
Chor Jayen Gai Mujhe
Chor Jayen Mein Mujhe
Bichar Kai Bhee
Chor Jayen Gai Mujhe
Bharee Hoye In Aankhon Kee Gehrayian
Dabey Hoye In Honton Kee Sargoshiyan
Yeh Kaisa Safar Bharktee Khamoshian
Isee Tamana Mein Jaaga Hoon Ab Mein Bana Insaan
Jau Chahoon Agar Mein Banoon Roshnee
Jau Chahoon Tau Kismet Likh Daloon Nayee
Ab Mein Woh Himmat Banoon Tau Roko Naheen
Girtey Huwon Kau Jau Thaam Loon Toko Naheen
Mein Hee Woh Shama Banoon Karey Jau Roshnee
Isee Tamanna Mein Jaaga Hun Ab Mein Bana Insaan
Jau Chahoon Agar Mein Banoon Roshnee
Jau Chahoon Tau Kismet Likh Daloon Nayee
Isee Tamanna Mein Jaaga Hoon Ab Mein Bana Insaan
Jau Chahoon Agar Mein Banoon Roshnee
Jau Chahoon Tau Kismet Likh Daloon Nayee
Kabhee Dard Bhee Maza Dai
Yeh Ghutan Achee Lagey
Mein Khud Kau Zakhmee Karna Chahta Hoon
Kabhee Girney Kee Khushi
Jalney Kee Khwahish
Mein Is Hawas Sai Larna Chahta Hoon
Mujhe Apna Wujud Chahiye
In Sochon Mein Hoon Gum
Mein Kab Sai
Kabhee Itnee Garmee Keh Rooh Jal Jaye
Mein Iss Mausam Kau Sehna Chahta Hoon
Kabhee Khud Kau Tarpa Kar Khud Hee Kau Rulaoon
Mein Is Roney Mein Hansna Chahta Hoon
Mujhe Apna Wujud Chahiye
In Socho Mein Hoon Gum
Mein Kab Sai
Kaun Hoon Mein
Kaun Hoon Mein
Kaun Hoon
Kaun Hoon
Kaun Hoon Mein
Page Tags: Call Band, Call Band Songs, Call Band Songs Lyrics, Call Band New Song Lyrics, Call Band Songs Lyrics Collection, List Of Call Band Songs, Lyrics Of Call Band, Pakistani Call Band Songs Lyrics, Call Band New Lyrics, Call Band 2020 New Songs, Call Band New Albums Lyrics, Call Band Live Songs, Call Band Concert Songs, Call Band Mp3 Songs Download