The pain of war cannot exceed
The woe of after math
The pain of war is ours to keep
Inside our silence subhe nau mein shaam-e-gham mein
Kabhi hans kay kabhi roo kay
Ik doojay kay dil mein kho kay
Yaadon ki baarish mein bheegay they hum
Khayalon kay aangan mein ayay they um
Yaadon ki baarish mein bheegay they hum
Badal kay aanchal mein they suneherey do badan
Chaltey they jab woh donon tarastee thi pavan
Kushboo sey kushboo ka yeh mulaaim sa milan
Lagta tha jaisey saiyoon purani ho lagan
Kuch bhi nahin hai bas mein toofani hai yeh raat
Miltay bichartay pal hain shikartee kaainaat
Iss sey ziada hum sey na hoga intezaar
Iss hi jahan mein day day qayamat ki hayat
Yadon ki baarish.....
Garaj baras sawan girr aayo
Dekho kaisay anjanay raston pe barsay ghata
Ao le lain matwali mastani rut ka maza
Aa aa bhi jaa meri jaan aa bhi jaa
Chahay tu zehar de ya jeenay ki dua
Kaisa yeh naata hai saanson say saanson ka
Sunn to le de sada bheegi bheegi faza
Yeh zindagi rangon main doobay gee
Surmaee shaam yeh bhoolay gee na kabhi
Koi to baatein hon aankhon say aankhon ki
Pyaar ki roshnee jaltee bujhtee huwee
Ao dhondain mil kay khushion ka lamha koi
Seenay main jo bharkay to bharkaey shola koi
Garaj baras sawan girr aayo
Tanha aisey kyun baichen phirey
Jaagein gey zaroor yeh bhaag terey
Koi janey na yeh josh tera
Koi janey na junoon tera ghoom tana
Dil sey dilon ko jeetna
Mushkil sey na darna
Rang narsey ga yahaan
Din ho ya phir raina
Ghoom tana
Baree door hai abhi jaana
Mayoos kabhi na hona
Andherey mein bhi
Khilay gi koi kalee
Ghoom tana
Hungama
Jab key tujh bin nahin koi maujood
To phir yeh hungama aai khuda kiya hai saarey duniya hai terey hi talib
Main yeh daikhoon kai tu hi to ghalib
Saarey saagar siyaahi ban jaein
Terey tareef na phir bhi likh paeein
Jhulle lal.. Jhulle lal
Zindagi shammal too hi jaaney mera haal
Jhulle lal
Dum mast qalander sung mujhey
Kiya ishq ney mast maland mujhey
Too apnay rang mein rang mujhey
Dey jawanani ki tarang mujhey
Masti mein hai kaainaat
Roshaniyon mein doobi raat
Too hi merey dil ki hai bisaat
Terey ishq mein hoon bayhaal
Jhulle lal
Deewanay terey hain hazaar
Phirein waadiyon mein beqarar
Kahey dil ki nobatt baar baar
Issi dasht mein hoga deedar
Jhulle lal
Yeh mazaa zindagi ka
Aye na roz roz
Yeh samaa hai khushi ka
Aye na roz roz zinda dil dosto
Chalo agey barho
Yeh moqaa thaam lo
Yeh lamha roaq lo
Jeevan ik mail hai
Do pal ka khel hai
Hum to sub khilari hain
Fankaar ya anari hain
Kabhi jeetna, kabhi haarna
Par baazi sey na darna
Jaago dosto, jaago hunrahio
Kinaarey ki talaash mein
Samandar mein hum saub saath hain
Kabhi doobna, kabhi ternaa
Par lehron say na darna
Na sadiyan tu nakla utaar
Pichaan hut sadee chaer na guitar
Tainu charey sao variyaan bhukhaar
Kadee howay tere bera na paar
Pappu wa
Pappu yar tang na kar panga lavein ga tey lag pata jaavey ga
Terey hath saada sur nahin aawaey ga
Tenu paway beysuriyaan di maar
Pappu wa
Pappu yaar tang na kar
Wich show jadoon saamnet tu huwien ga
Hath la la key merey jaan rowien ga
Ayvien maariya na jaeen bekaar
Pappu wa
Pappu yaar tang na kar
Galan karey jadoon jayee pardes vay
La sakna aiy tey la ley race vay
Phook niklay ghee terey vich kaar
Pappu yaar tang na kar
In lamhon kay peechay koiee ti hai lamha aisa bhee
Jo baigana bhee hai apna bhee hai jaata rahay yain lamha
Waheen se to aagay jana jisay socha hai usko paana hai jaoon main jaatay pall se aagay haon
Taara taara jalla jalla jalla jalla kahakshan kee tarah
Teray waastay main taara taara jaala kahakshan kee tarah
Jahan manzil hai meree kabhi to woh duniya dekhoon ga
Mujhay kaisay hai jeena dekhoon ga
Kabhi dekhoon ga jaa kay chuara kai main pechaa kaamon se
Kabhi nikloon ga subha shamon se
Jaon main jaatay pall se aagay jaon jaon main
Aagay ja kay usko paon... Chahoon aagay hee jaon main
Taara taara jaala jaala kahakshan kee tarah
Tere wastay main taara
Taara jaala jaala kahakshan kee tarah
Tere saath hamm hain
Gham kee tarah hain gham nahin
Tere mohabbat kamm nahin
Main taara taala jaala jaala kahakshan kee tarah
Tere wastay main taara taara jaala jaala kahakshan kee tarah
In lamhon kay peechay koiee ti hai lamha aisa bhee
Jo baigana bhee apna bhee
Tere mere sapney nahin jab hain juda
Yeh ratoon main hai andhaira kiya
Tere mere sapnay yuh hi toot tay rahain gai
Kabhi daikh na sakain ghay sawaira kiya
Tere mere sapnay nahin jab hain juda
In ratoon main hai andhaira kiya
Raat roshni andhaira zandagi ban kai aa
Ratoon main tiara chehra rahay woh roshni chahiyay jeenay ki tera hum ji sakain woh zindagi chahiyay
Ankhoon main tiara chahra rahay who roshni hum ko chahiyay
Tere mere sapnay milain kaho na sada
Sab tabirain hai paraiee kiya
Tere mere sapnay banain kiyoon na sahara
Hamain jeenay dai doosara akailay kiya
Raat roshni ban kay aa zindagi bann kay aa
Ratoon main tera chaihra rahay woh roshni chahiyaya
Jeenay ki tarah hum jee sakain woh zindagi chahiyay
Ankhoon main tera chahra rahay who roshni hum ko chahiyay
Tere mere sapnay nahin jab hain juda
Yeh ratoon main hai andhaira kiya ankhoon main
Tere chahra rahay woh roshni chahiyay
Jeenay ki tarah hum jee sakain woh zindagi chahiyay
Aankhoon main tera chahra rahay woh roshni chahiyay
Jeenay ki tarah hum jee sakain woh zindagi chahiyay
Ankhoon main tera chahra rahay who roshni chahiyay
Ankhoon main tera...
Ab tu jaag musafir pyaaray
Ren gaee latkay sab taaray
Kar le aaj karni da veera
Fir na ho si aawan tera
Saathi chalo chal pukaray
Ab tu jaag
Ren gaee latkay sab taaray
Moti choni paras paasay
paas samandar phir bhi piyaasay
Khol akhiaan uth bekaaray
Ab tu jaag musafir pyaaray
Ren gaee latkay sab taaray
Ab tu jaag
Bulleya ki janan mein kaun
Na mein momin vich maseetan
Na mein vich kufr dee reet aan
Na mein paakaan vich paleet aan
Na mein Moosa na Firaon
Bulleya ki janan mein kaun
Awwal aakhir aap noon jaanan
Na koi dooja hor pichana
Mein toon vadh na koi sayana
O' Bulleya o' Bulleya
Bulleya ki janan mein kaun
Na mein aabi na mein khaki
Na mein aatish na mein pon
Bulleya ki janan mein kaun
Ghoom charkha ghoom
Teri kathan wali jeevay
Lariya watan wali jeevay
Ik Allah kalon main dardi
Ik maula kalon main dardi
Ghoom charkha ghoom
Charkha bolay saeein saeein
Bair bolay kooh
Gaey Husain faqeer saeein da
Main nahin sab tu
Ghoom charkha ghoom
Har dam naam sanbhal saeein da
Thathon athar theewaey
Panjaan nadian de muh aaya
Kith gon chaah jeevay
Ghoom charkha ghoom
Ghoom charkha ghoom
Ghoom charkha ghoom
Mitti main mil jaein gaey bhoolo na
Jaein gaey to phir hum laut kay na aaein gaey
Bhoolo na
Khwaab hain jo teri meri aankhon main
Saray mitti main mil jaein gaey
Bhoolo na
Geet hain jo teri meri sanson main
Saray mitti main mil jaein gaey
Bhoolo na
Raaz hain jo teri meri baaton main
Saray mitti main mil jaein gaey
Bhoolo na
Pyaar bina hum juda tum juda
Pyaar bina pyar bina
Pyaar bina kya bashar kya khuda
Pyaar bina pyar bina
Dil say dil koi nazdeek aata rahay
Aur roohon ka roohon say nata rahay
Zindagi kuch nahin
Bandagi kuch nahin
Pyaar bina pyar bina
Pyaar to hai lagan pyaar to hai junoon
Sirf milnay say milta nahin hai sakoon
Rooh piyaasi rahay
Ik udasi rahay
Pyaar bina pyar bina
Meray ronde nay naina
Meray ronde nay naina
Ankhan vich vassay naee o yaar
Sanwan de gunjal kholaan main
Galian de kakh paee rolaan main
Hoya jeena dushwaar
Ishq uda tarpaanda ae
Roag walray laanda ae
Naee o denda deedar
Ag wichorian laee ae
Jaan laban te aaee ae
Naee o aanda dildar
Meray ronde nay naina
Meray ronde nay naina
Ankhan vich vassay naee o yaar
Duniya ko thokraonga
Teri mohabbat mein bolaigi to
Mein sab say takraonga
Taray bhi lay aonga
Mein asmanoo say bolay gi to
Chanda bhi lay aonga
Pyaar mein jhooth bhi bolonga
Meri chahat hai ajeeb
Aur rakhonga sada mein tujhay...
Apnay dil kay qareeb
Sajnaa sajnaa sajnaa....
Itna bhi hoo kab deewana
Sajnaa sajnaa jaaaaaaa
Sajnaa...aisa kab ho jaisa ho mein
Sajna sajna jaaaaa
Kab tak samjhaonga
Dil ko jalounga, tadpaonga
Rahoo mein reh jaounga
Kab tak mein bhatkaonga
Khudh ko andheero mein bikraunga
Tarsounga mar jaounga
Yeh nahin ho sakay kay kabhi itna pagal mein nahin
Tu haseen hai magar yeh to kuch bhi nahin
Sajnaa sajnaa waisa kab ho jaisa ho mein
Sajnaa sajnaa jaaaaaaaa
sajnaa sajnaa sach tu ye hai ke jhoota hoon mein
Sajnaa sajnaa jaaaaaaaa
Yeh dil kiyoun tumhara itna bay yaqeen hai
Aisa to nahin hai
Keh sanwal nahin raha
Keh sanwal nahin raha
Issi dasht kay udhar hai koi dosra kinara
Wahan jao gaey to ho gaa koi muntazir tumhara
Yeh dil kiyoun tumhara itna bay yaqeen hai
Yeh jo piyaas ka hai sehra
Issay paar karna ho gaa
Kaee baar jeena ho gaa
Kaee baar marna ho gaa
Yeh dil kiyoun tumhara itna bay yaqeen hai
Aisa to nahin hai
Keh sanwal nahin raha
Keh sanwal nahin raha
Had se barne laga, Zulm ka silsila
Dil nahin lag raha, Dil nahin lag raha
Us ne ehwaal poocha, To mein ne kaha
Dil nahin lag raha, Dil nahin lag raha
Sheh'r mein to mere, Jitne bhi yaar hain
Sab giraftar hain, Sab giraftar hain
Kis ko ma'aloom ho, Kaun ho kab reha
Dil nahin lag raha, Dil nahin lag raha
Mein bhi paaband hoon, Woh bhi paaband hai,
Raastein band hein, Raastein band hein,
Ab to mumkin nahin, He koi raabta,
Dil nahin lag raha, Dil nahin lag raha
Had se barne laga, Zulm ka silsila
Dil nahin lag raha, Dil nahin lag raha
Us ne ehwaal poocha, To mein ne kaha
Dil nahin lag raha, Dil nahin lag raha
Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle
Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai
Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle
Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai
Sitaron se age jahan aur bhi hai aur bhi hai
Abhi ishq ke Imtehan aur bhi hai aur bhi hai
Sitaron se age jahan aur bhi hai aur bhi hai
Abhi ishq ke Imtehan aur bhi hai aur bhi hai
Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle
Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai
Tu shaheen hai, Tu shaheen hai, Tu shaheen hai
Tu shaheen hai, Tu shaheen hai Parvaz hai kam tera kam tera
Tere samne Aasman aur bhi hai
Tu shaheen he Basera kar Paharon ki chatano per
Tu shaheen hai tu Shaheen hai tu shaheen hai
Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle
Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai
Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle
Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai
bata teri raza kia hai
bata teri raza kia hai
Kaha jo unho ne wo sab ne suna
Jo hum ne kaha woh kis ne suna
Koi yahan aapni zuban samjhe kahan
Kaha jo unho ne wo sab ne suna
Jo hum ne kaha woh kis ne suna
Ghulami mai khush hai abhi Dosroon ki
Ke rahte hai jannat mai woh Ehmaqon ki
Ghulami mai khush hai abhi Dosroon ki
Ke rahte hai jannat mai woh Ehmaqon ki
Na hi rasta koi un ka na hi manzil
Kaha jo unho ne wo sab ne suna
Jo hum ne kaha woh kis ne suna
Koi gum kahin hai koi gum kahin hai
Koi Soch bhi un ki aapni nahin hai
Na hi mustaqbal koi un ka na hi mazi
Kaha jo unho ne wo sab ne suna
Jo hum ne kaha woh kis ne suna
Koi yahan aapni zuban samjhe kahan
Kaha jo unho ne wo sab ne suna
Jo hum ne kaha woh kis ne suna
Ghulami mai khush hai abhi Dosroon ki
Ke rahte hai jannat mai woh Ehmaqon ki
Na hi rasta koi un ka na hi manzil
Kaha jo unho ne wo sab ne suna
Jo hum ne kaha woh kis ne suna
Koi yahan aapni zuban samjhe kahan
Kaha jo unho ne wo sab ne suna
Jo hum ne kaha woh kis ne suna!
Kyun pareshan hai tu
Kyun pareshan hai tu
kei jahan aur bhi hen
kitne hasen aur bhi hen, aur bhi hen
Kyun pareshan hai tu
Tere Ishq men shor machae
Man charkha ghomta jae
Pas bulae, pas bulae
Kyun pareshan hai tu
Kyun pareshan hai tu
kei jahan aur bhi hen
kitne hasen aur bhi hen, aur bhi hen
Kyun pareshan hai tu
Koi tujh bin aanso bahae,aanso bahae
Kisi karwat so nahin pae
Pas bulae, pas bulae
Kyun pareshan hai tu
Kyun pareshan hai tu
kei jahan aur bhi hen
kitne hasen aur bhi hen, aur bhi hen
Kyun pareshan hai tu
Tu hi apna log parae, log parae
Koi kab se aas lagae
Pas bulae, pas bulae
Kyun pareshan hai tu
Kyun pareshan hai tu
kei jahan aur bhi hen
kitne hasen aur bhi hen, aur bhi hen
Kyun pareshan hai tu
Ho lal meri pat
Rakhyo bala jhoolay lalan o lal meri
Ho lal meri pat
Rakhyo bala jhoolay lalan sindhri da sevan da Sakhi Shahbaz Qalandar
Dama dam mast qalandar
Ali da pehla number
Dama dam mast qalandar
Sakhi Shahbaz Qalandar
Ho lal meri...hooo lal meri
Char charagh teray balan hamesha
Char charagh teray balan hamesha
Panjvan balan ayo bala jhoolay lalan
Panjvan balan
Panjvan balan ayo bala jhoolay lalan
Sindhri da sevan da sakhi Shahbaz Qalandar
Dama dam mast qalandar
Ali da pehla number
Dama dam mast qalandar
Sakhi Shahbaz Qalandar
Ho lal meri...hooo lal meri
Uncha roza peera tera
Uncha roza peera tera
Hait wagay daray ao bala jhoolay lalan
Hait wagay
Hait wagay daray ao bala jhoolay lalan
Sindhri da sevan da sakhi Shahbaz Qalandar
Dama dam mast qalandar
Ali da pehla number
Dama dam mast qalandar
Sakhi Shahbaz Qalandar
Ho lal meri...hooo lal meri
Dil hai mera mulk tera
Ja ne ja ja na ne ja
Dil hai mera mulk tera
Ja ne ja ja na ne ja
Loshay Loshay ta'abad
Balle Balle ta'abad
Jeevay jeevay ta'abad
Shad'ma yeh ta'abad
Dil hai mera mulk tera
Ja ne ja ja na ne ja
Rasta jo amn ka hai
Dhoond lein hum assaray naun
Rasta jo amn ka hai
Dhoond lein hum assaray naun
Asseray naun, assaray naun
Ja ne ja ja na ne na
Loshay loshay ta'abad
Balle balle ta'abad
Jeevay jeevay ta'abad
Shad'ma yeh ta'abad
Dil hai mera mulk tera
Ja ne ja ja na ne ja
Dil hai mera mulk tera
Ja ne ja ja na ne ja
Aik naee manzil nazar mein
Dil mein taza walwalah ho
Aik naee manzil nazar mein
Dil mein taza walwalah ho
Walwalah ho walwalah ho
Ja ne ja ja na ne ja
Walwalah ho walwalah ho
Ja ne ja ja na ne ja
Loshay loshay ta'abad
Balle balle ta'abad
Jeevay jeevay ta'abad
Shad'ma yeh ta'abad
Loshay loshay ta'abad
Balle balle ta'abad
Jeevay jeevay ta'abad
Shad'ma yeh ta'abad
Dil hai mera mulk tera
Ja ne ja ja na ne ja
Dil hai mera mulk tera
Ja ne ja ja na ne ja
Meri awaz suno mujhe azad karo
Meri awaz suno insaf do
Azad karo Insaf do
Karon kyun ghulami teri
Ghulami teri kyun zalaman
Meri awaz suno mujhe azad karo
Meri awaz suno insaf do
Azad karo Insaf do
Mangon na Khudai teri
Mangon mein to haq zalama
Meri awaz suno mujhe azad karo
Meri awaz suno insaf do
Azad karo Insaf do
Tere sang zamana sara
Khuda he mere sang zalama
Meri awaz suno mujhe azad karo
Meri awaz suno insaf do
Azad karo Insaf do
Mahiwal mere Lajpal mere mujhe par laga
Mahiwal mere Lajpal mere mujhe par laga
Mera Bhag Jaga.
Marne se tao mein na daron
Kese Chanab ko par karon
Mera yar bhi tu mera piyar bhi tu
Mahiwal mere Lajpal mere mujhe par laga
Mahiwal mere Lajpal mere mujhe par laga
Mera Bhag Jaga.
Lahron mein hai jan meri
Sadyon se hai piyas teri
Damsaz bhi tu dildar bhi tu
Mahiwal mere Lajpal mere mujhe par laga
Mahiwal mere Lajpal mere mujhe par laga
Mera Bhag Jaga.
Dob Chali mein Dob chali
Iis Jeney se Maot bahali
Iis par bhi tu Uos par bhi tu
Mahiwal mere Lajpal mere mujhe par laga
Mahiwal mere Lajpal mere mujhe par laga
Mera Bhag Jaga
Muk gaye nay
Charkhay de gairay
Mukee na judaee yaar dee
Lag gaye nay roag hoay nay
Sajna de baajo main rondi rahi
Pori koi vee na gatti gaee
Baithee udeekan main tallee paee
Meray shareekaan de naal o phire
Utray tarakla galay che meray
Maran ae chadd kay main ote siray
Ilmon bas karein o yaar!
Iko aleph teray darkaar
Ilm na aavay vich shumaar
Jaandi umar nahin aitebar
Iko aleph teray darkaar
Ilmon bas karein o yaar
Parh parh likh likh laavein dhair
Dhair kitaaban chaar chapair
Girday chanan vich anair
Pichon rah te khabar na sar
Ilmon bas karein o yaar
Parh parh nafal namaaz guzaari
Uchiaan baangaan changaan maareen
Mimbar te charh awaaz pukaari
Keeta tenon ilm khwaar
Ilmon bas karein o yaar
Iko aleph teray darkaar
Iko aleph teray darkaar
Sayoonee, Sayoonee
Chen ik pal Nahin. Aur koi hal Nahin
Sayoonee, Sayoonee
Chen ik pal Nahin. Aur koi hal Nahin
Sayoonee, Sayoonee
Kon morae muhar. kon morae muhar
Koi Sanval nahin
Sayoonee, Sayoonee
Chen ik pal nahin. Aur koi hal nahin
Sayoonee, Sayoonee
Kia Bashar ki Bisat, Kia Bashar ki Bisat
Aaj he kal nahin
Sayoonee, Sayoonee
Chen ik pal nahin. Aur koi hal nahin
Sayoonee, Sayoonee
Chor Meri Khata, Chor Meri Khata
Tu, to pagal nahin
Sayoonee Sayoonee
Chen ik pal nahin. Aur koi hal nahin
Sayoonee, Sayoonee
Tu, tu hi tu, tu hi tu
Tu, tu hi tu, tu hi tu
Meri nas nas mein tu
Mere ang rang mein tu
Wahda Hu, Wahda Hu, La Sharika La Hu,
Wahda Hu, Wahda Hu, La Sharika La Hu,
Meri jaan hai tu, Iman hai tu
Mera deen hai tu, Quran..... hai tu
Aghaaz bhi tu, Aakhir bhi tu
Ghaib bhi tu, Zahir bhi tu
Meri jaan hai tu, Iman hai tu
Mera deen hai tu, Quran......
Tu, tu hi tu, tu hi tu,
Tu, tu hi tu, tu hi tu
Meri nas nas mein tu
Mere rang rang mein tu
Wahda Hu, Wahda Hu, La Sharika La Hu,
Wahda Hu, Wahda Hu, La Sharika La Hu,
Wahda Hu, Wahda Hu, La Sharika La Hu,
La Sharika La Hu...
Yar bina dil mera nahin lagta
Piyar bina dil mera nahin lagta
Nahin lagta, nahin lagta
Yar bina dil mera nahin lagta
Piyar bina dil mera nahin lagta
Kuch mujhe yar ki judai mar gai
Kuch mujhe gher ki khudai mar gai
Khudai margai,judai mar gai
Yar bina dil mera nahin lagta
Piyar bina dil mera nahin lagta
Ho gai zindagi Parai yar ki
Kese aab men doon dhuai yar ki
Dhuai yar ki, dhuai yar ki
Yar bina dil mera nahin lagta
Piyar bina dil mera nahin lagta
Nayheeray, Naheeray, Pulik Nuk Deen Sajnanu
Nayheeray , Naheeray, Chadik Nuk Deen Sajnanu
Nayheeray Nayheeray
Sanu Pulik Nuk Dee
Saray Aapney Parayey Peychanee Tu
Mein Wa Tera Tey Meri Jawanee Tu
Meri Tarti Tey Rub Di Nishanee Tu
Dekhein Howee Kayree Na Beyganee Tu.
Nayheeray, Naheeray, Pulik Nuk Deen Sajnanu
Nayheeray , Naheeray, Chadik Nuk Deen Sajnanu
Nayheeray Nayheeray
Sanu Pulik Nuk Dee
Likheyn Duniya Tey Jhaghray Tey Churay Nay
Sunjey Bun Teray Dilwaley Wayray Nay
Jug Nay Aashiq Humaisha Nakheiray Nay
Sadee Deiree Ziada Tey Keyray Nay
Nayheeray, Naheeray, Pulik Nuk Deen Sajnanu
Nayheeray , Naheeray, Chadik Nuk Deen Sajnanu
Nayheeray Nayheeray
Sanu Pulik Nuk Dee
Samjhee Sajna Day Doungay Isharay Nee
Kaliyan Reh Key Na Hounray Guzaray Nee
Ranjha Aya Hai Teray Duaray Nee
Jogee Bun Key Aa Tanou Pukaray Nee
Nayheeray, Naheeray, Pulik Nuk Deen Sajnanu
Nayheeray , Naheeray, Chadik Nuk Deen Sajnanu
Nayheeray Nayheeray
Sanu Pulik Nuk Dee
Meri Awaz Suno Mujhe Azad Karo
Meri Awaz Suno Insaf Do
Azad Karo Insaf Do
Karon Kuon Ghulami Teri
Ghulami Teri Kuon Zalaman
Meri Awaz Suno Mujhe Azad Karo
Meri Awaz Suno Insaf Do
Azad Karo Insaf Do
Mangon Na Khudai Teri
Mangon Men To Haq Zalama
Meri Awaz Suno Mujhe Azad Karo
Meri Awaz Suno Insaf Do
Azad Karo Insaf Do
Tere Sang Zamana Sara
Khuda He Mere Sang Zalama
Meri Awaz Suno Mujhe Azad Karo
Meri Awaz Suno Insaf Do
Azad Karo Insaf Do
Yeh Maza Zindagi Ka, Aye Na Roz Roz
Yeh Maza Zindagi Ka, Aye Na Roz Roz
Yeh Sama Hai Khushi Ka, Aye Na Roz Roz
Yeh Maza Zindagi Ka, Aye Na Roz Roz
Zinda Dil Dosto, Chalo Aagay Barho
Dunya Tumhari Hai, Jaan Ki Yeh Baazi Hai
Zinda Dil Dosto, Chalo Aagay Barho
Yeh Moqa Thaam Lo, Yeh Lamha Rok Lo
Jeevan Ik Mail Hai, Do Pal Ka Yeh Khel Hai
Hum To Sub Khilari Hain, Fankaar Ya Anari Hain
Kabhi Jeetna, Kabhi Haarna
Par Baazi Se Na Darna
Jaago Dosto Jaago Humrahio, Kinarey Ki Talaash Mein
Samandar Mein Sab Saath Hain
Kabhi Doobna, Kabhi Terna
Par Lehron Say Na Darna
Zinda Dil Dosto, Chalo Aagay Barho
Dunya Tumhari Hai, Jaan Ki Yeh Baazi Hai
Zinda Dil Dosto, Chalo Aagay Barho
Yeh Moqa Thaam Lo, Yeh Lamha Rok Lo
Zamaanay Kay Aandaaz Badlay Gaya
Naya Raag Hai Saaz Badlay Gaye
Khirad Ko Ghulaamee Say Aazad Kar
Jawano Ko Peero Ka Ustad Kar
Zamany Kay Aandaz Badlay Gaya
Naya Rag Hay Saaz Badlay Gaya
Jighar Say Wahee Theer Phir Paar Kar
Tammana Ko Seeno Main Bhaidar Kar
Jhigar Say Woheee Theer Phir Paar Kar
Tammana Ko Seeno Main Bhaidar Kar
Jawaano Ko Soozay Jhigar Bakhs Day
Mera Ishq Meeri Nazar Bakhs Day
Zammanay Kay Aandaz Badlay Gaya
Naya Raag Hai Saaz Badlay Gaya
Khirad Ko Ghulaamee Say Aazad Kar
Jawaano Ko Peero Ka Ustad Kar
Zammanay Kay Aandaz Badlay Gaya
Naya Raag Hai Saaz Badlay Gaya
Phila Day Mujhay Wo Main Pharda Sooz Kay Aatee Nahin Faslaa Gul Roz Roz
Phila Day Mujhay Woh Main Pharda Sooz Kay Aatee Nahin Faslaa Gul Roz Roz
Woh Main Jis Say Roshan Zameeray Hayat
Woh Main Jis Say Hai Masteeya Qaynat
Masteeya Qaynaat
Zamanay Kay Aandaz Badlay Gaya
Naya Raag Hai Saaz Badlay Gaya
Khirad Ko Ghulamee Say Aazad Kar
Jawanoo Ko Peeero Ka Ustad Kar
Aap Jahan Bhi Rahein
Aap Hamare To Hain
Khwab Adhure Sahi
Khwab Sahare To Hain
Aaj Bhi Meri
Rahein Rokti Hain
Yaadein Teri
Daman Khench Ti Hain
Bhool Chuke
Hain Jo Hame
Yaad Aate To Hain
Jane Phir Kab Mile
Tere Mere Raaste
Aas Toote Nahin
Yaad Itna Rahe
Raat Dhalni To Hai
Aane Ujale To Hain.