Dholki taal pe gaare
Gaarey dil jhuum k gaa re
Apna har dard chupa re
Nach aur sab ko nachaa re
Much pe ghuunghat daaley
Naina do matwaaley
Aaj koi chaala hai sajke piya naggarya re
Ye bandhan naatey saarey tor k manwa re
Ho mannwa reeeeeeee
Ho mann wa re
Ho mannwa re
Na tarpa re
Agan dil ki
Na sulga re
Na bharka re na chalka re
Ye naina re
Ho manwa re
Rait ka mehal banaya
Haath tery kuch na aya
Jhok maire dill ki ujri
Aas ka diya bujhayya
Bichri yaadein de ke
Pyaar sab se lee k
Aaj koi chala hai sajj k piya nagarya re
Ho mannwa re
Ho mannwa re
Maira sondha
Saada jeeve
Kissey shaidaa nag ham dheeve
Na gham dhheve
Sadaa jeeve
Na gham dheeve
Sadaa jeeve
Meray yaar, meray dost
Meree kainaat mudhosh
Sab kho gayay hain kahaan?
Meray log…
Meray yaar, meray dost
Mera dhoondta dil behosh
Sab so gayay hain kaan?
Meray log…
Meray yaar, meray dost
Meree aarzoo khamosh
Kab jaag utthein gay sab?
Meray log…
Par jo aaj hai kal na ho
Chahay na dil yeh mera aaj jo bhi hai kal na ho
Bhoolo na bhoolo na meray yaar
Aitebaar hai uss paar
Tum badlo!
Badlein dil!
Badlein log!
Meray yaar, meray dost
Meree bandagee pe hai rog
Kab jaag utthein gay sab?
Meray log…
Meray yaar, meray dost
Ab doon mein kiss ko dosh?
Kyoon bhool gayay sab?
Meray log…
meri soi himmat jaagey
duniya hai mere aagey
jawaan
hoon main jawaan
jeekay khwaab peechay chorain
jeewan se naata jorain
rawaan
hoon main rawaan
diye ko na bujhaana
duniya ko hai sajana
bhulaana
na bhulaana
dil ne ab hai jaana
badley ga yeh zamaana
tu ja-a-a-a-a-a-a-a
jaana tha humne
ab jaayien kahaan
paana tha jo bhi
woh hai paana yahaan
ab himmat se hai
mera saara jahaan
main dhoondon ga
sab nishaan
main chooloonga
sarey aasman
la-la-la-la
la-la-la-la-la-la-la
la-la-la-la
la-la-la-la-la-la-la
la-la-la-la
la-la-la-la-la-la-la
la-la-la-la
la-la-la-la-la-la-la-la
saarey yaar tujhe se roothain
teri aarzoo na tootay
jawaan
ho tu jawaan
zindagi main gham hain saare
zindagi se tu na haarey
rawaan
ho tu rawaan
diyay ko na bujhaana
duniya ko hai sajaana
bhulaana
na bhulaana
dil ne ab hai jaana
badlay ga yeh zamaana
tu ja-a-a-a-a-a-a-a
jaana tha humne
ab jaayien kahaan
paana tha jo bhi
woh hai paana yahaan
ab himmat se hai
mera saara jahaan
main dhoondon ga
sab nishaan
main chooloonga
sarey aasman
jaana tha humne
ab jaayien kahaan
paana tha jo bhi
woh hai paana yahaan
ab himmat se hai
mera saara jahaan
main dhoondon ga
sab nishaan
main chooloonga
sarey aasman
la-la-la-la
la-la-la-la-la-la-la
la-la-la-la
la-la-la-la-la-la-la
main dhoondon ga
sab nishaan
main chooloonga
sarey aasman
Tann dolay jab baar baar baar
dil bolay ab aar hai ya paar
jo nahin janey woh sun le mere yaar
ab maano nahi haar
yahi to teri apni hai zameen
kyun na de gi ab tujh ko yeh qaraar
jo nahi jaaney woh sun ley merey yaar
ab mano nahi haar
Ab chahay dil mera sach bolna
tham jaey zindagi na dolna
maa meri maa mujh ko na chorna
mitt jaye bandagi, par haar kar ab tu kyun jeeyay
beet jayay zindagi, par dil tera kyun jaagey na
teri naiyya hai us paar
Tann dolay jab baar baar baar
dil bolay ab aar hai ya paar
jo nahin janey woh sun le mere yaar
ab maano nahi haar
yahi to teri apni hai zameen
kyun na de gi ab tujh ko yeh qaraar
jo nahi jaaney woh sun ley merey yaar
ab mano nahi haar
Lagey tere aas jab tootna
dhall jaye gham tum na bhoolna
ghoom jaye tu kahin to raahon ka pata tu dhoonday
chup jaye har khushi par aarzoo tu choray
na tera rona hai bekaar
Tann dolay jab baar baar baar
dil bolay ab aar hai ya paar
jo nahin janey woh sun le mere yaar
ab maano nahi haar
yahi to teri apni hai zameen
kyun na de gi ab tujh ko yeh qaraar
jo nahi jaaney woh sun ley merey yaar
ab mano nahi haar
Ab nahi tham sakey woh toofaan jo jaga tayray maan may
ab nahi mar sakey teree dhal hai ab tera eeman
tujhe banna hai insaan
Kabhi na kabhi to jaagey josh tera
loot ley yeh gharee anmol
kabhi na kabhi to jhoomay munn tera
jhoom ley keh yeh khushi kay hain bol
teray tann main terey mann mein
har tarang mein bajh raha dhol
tu hai ek heera anmol
Tann dolay jab baar baar baar
dil bolay ab aar hai ya paar
jo nahin janey woh sun le mere yaar
ab maano nahi haar
yahi to teri apni hai zameen
kyun na de gi ab tujh ko yeh qaraar
jo nahi jaaney woh sun ley merey yaar
ab mano nahi haar
hoooooo
Tann dolay jab baar baar baar
dil bolay ab aar hai ya paar
jo nahin janey woh sun le mere yaar
ho ab maano nahi haar
wadey hain iradey hain
hum se poocho tum dil ki baatein hain ..
dekhi hain hum ne jo raahien jhoome gaate hain sooni ratein hai
yeh dil tham jaye naa ... khwaabon main kho jaye naa
ke raah baki hai in raaton main ....
hum duniya badlen ge ..hum ne khayi hai dil ki qasam
aasaman choolen ge... choolen ge hum
dil ki rah dhoondhe ge ..ke dil ne jhele hain kitne sitam
ruth yaadon ko bhoole ge ...bhoolen ge hummm
sada hai dil ki rukh na nahi ..tum khona nahi ...rukna nahi ...
jeevan se hare ab tu kia pukare bhoolo naa tera koi nahi ...
oh mera dil laage nahi re ...o' mera man dole nahi re ...
ab jaake rahi bole mahi reeeeeee
hum duniya badlen ge ..hum ne khayi hai dil ki qasam
aasaman choolen ge... choolen ge hum
dil ki rah dhoondhe ge ..ke dil ne jhele hain kitne sitam
lambee yaadon ko bhoole ge ...bhoolen ge hummm
hum duniya badlen ge ..hum ne khayi hai dil ki qasam
aasaman choolen ge... choolen ge hum
dil ki rah dhoondhe ge ..ke dil ne jhele hain kitne sitam
lambee yaadon ko bhoole ge ...bhoolen ge hummm
badle ge .... badle ge .... badle geeeeeeeeeeeeee badle geeeee
dil ki rah dhoonde ge ke dil ne jhele hain kitne sitam... ruth
yaadon ko bhoolen ge bhoole ge hum .....
Wai tu mairi gall mann le soniye
Mohniya
Sohniye
Vakh hovey pyaar
Peed kaath honnniye
Mairi mann moniye
Chadd sadey khedey
Hunn tu chal ni maire naal
Aaja maire vadey sohni chad de mahiwaal
Mai jaana dil nu paana chan di chan' ni lai'' chailay jithay naal
Mai jaana dhoolna tu chal ni maire naal
Fir paanajovi aana
Kaun vekhey tera haal
Mar jaana le' jaana
Ai' leekhan di aa' chaal
Wai tu mairi vall takk le soniye
Mohniya
Sohniye
Kak hove yaar
Jind na vakh honiye
Mairi mann moniye
sare chake chale azad...
ab chaon ki hai talash
sapne bunte chale ...sari raat....
ke ab hai raat ka intezar
kabhi nahi chupe yeh raaz.. ke mere dil ki hai yeh baat
jo bhi jahan mile koi saath..... ab tham gayi hai talash
jhume sari zameen jhume aasaman ..koi gham nahi nache sara jaahan
kionn khiye wahi ....meri jaan ab paas aao yehan ...
khoye khoye ankehn nahi kabhi jage kabhi nahi jage jaag lo ...
yeh doobi doobhi aahen ..sooni sooni rahe jaan lo maan lo ...
ab jo main ne bolna hai ...chup na jaye kahin ...
nahi jage .. nahi jane ...nahi mane ....maan lo ...
jhume sari zameen jhume aasaman ..koi gham nahi nache saara jahan ...kioon khoye wahi...meri jaan
ab paas aao yehan ..
jhume sari zameen jhume aasaman ..koi gham nahi nache saara jahan ...kioon khoye wahi...meri jaan
ab paas aao yehan ...
BHOLEY!
TU BHI NAA JAANEY KYA BOLAY,
SUNN KE BOL HUM DOLAY
DIL KE RAAZ TU KHOLIEN
SAAREY JAHAAN SE KAHEY........AAAHHHHHHHHH
BHOLEY JUG SAARA JUB ROTHEY
LAAGEY NAAHIN MAAN DOBEY
DIL KE TAAREY TOTEY
SAARE JAHAN SE KAHEY
JAA REY
JAA RYE HUM NAAHIN BOLEIN
PYAR KE BOL
TOADRAY
JUG KI DORE HUM CHOREAY SARAA JAHAAN....
BHOLEY!SAARA JAHAAN DIL CHORAY
BOLA RE
SAARA JUG ROOTHEY NAA
SAARA JUG BOLEY
DIL LE LE
JAAN BHI LE LE REYYY HHHHHHHHHHHHHHHHEEEEEEEEEEEEEEEEEE
JAA RE
JAA RE RE HUM NAAHIN BOLEY
PYAR KE BOL
TOORAY WA'DAY TOORAY JO
JAA RE
JAA RE HUM NAAHIN BOLEIN
PYAR KE BOL
BOLEIEN HAAN RUS GAYE
CHOTR NAA JAANA KABHI HUMEIN
JAA RE
JAA RE RE HUM NAAHIN BOLIEN
PYAR KE BOL
BHOLEY
JUG SE NAA BLOEY DIL TOARAY
ROOTHO NAA
JAA RE
JAA RE RE HUM NAAHIN BOLEIN
PYAR KE BOL
TOORTAY WAADAY
HUM CHORAY SAARA JAHAAN!
tum ne apne ehsaas ko maar diya
phir tum ne us ki mayyat ko jala diya
aub tum is ki raakh par kharey ho
aur tumharai insaaniyat
aur tumhaarey darmaiyaan
ek khalla hai
khalla hai (x5)
main tum
hum akele hain
bekali ki chaoon main hum
behis jeetay hain
jeetay hain
aarzo
ab chupi hai kahaan
us dayaar-e-khaamoshi main
yeh dil hia jahaan
woh jahaan
ab nahi hai
par woh hai kahaan
hum hain kahaan
ghaafil hai saaye main apne jahaan
hum hain wahaan
ab lagey aise
jaise zameen se bohot door
ab jaise aur aagey barhney pe hain majboor
bohot door
jaise chaan tarey
pooch te hain mujhse
kahaan hai teri zindagi
kahaan hai tu
kahaan tu
ab nahi hai
par woh hai kahaan
hum hain kahaan
ghaafil hai saaye main apne jahaan
hum hain wahaan
ab nahi hai
par woh hai kahaan
hum hain kahaan
ghaafil hai saaye main apne jahaan
hum hain wahaan
ab nahi hai
par woh hai kahaan
hum hain kahaan
ghaafir hai saaye main apne jahaan
hum hain wahaan
ab nahi hai
par woh hai kahaan
hum hain kahaan
ghaafir hai saaye main apne jahaan
hum hain wahaan
Mujhe Ruko
kay mayray lub hain azade
Mujhe Ruko
Ke main hoon azaad
Mujhe Ruko
Ho mere dil main hay aag
Mujhe Ruko
Ab koi naheen saath
Mujhe Ruko
Hai kaali yeh raat
Mujhe Ruko
Mere sar pay junoon
Mujhe Ruko
Ho meri aankhon main khoon
Mujhe Ruko
Mujhe aaye na sukoon
Mujhe Ruko
Par main naa rokoon gaaaaa
(Talking)
Main, ab thak gaya hoon
Mere ehsasaat munjamid ho rahe hain
Ab zehan rukna nahin chahta
Ab dil marna nahin chahta
(Sing)
Meri yeh aarzoo
Ab kabhi main na rukoon
Tum bhi kuch soch lo
Dil ko na roko
Mujhe Ruko
Ke main hoon jawan
Mujhe Ruko
Yeh mere dil ki azaan
Mujhe Ruko
Ho mere mun main imaan
Mujhe Ruko
Hay mere haathoon main jaan
Mujhe Ruko
Yehi hay meri zameen
Mujhe Ruko
Hay mera pakka yaqeen
Mujhe Ruko
Ab koi naheen
Par main naa rokoon gaaaaa
Ho mujhe roko
Ke mere lab hain azaad
Par koi naheen saath
Mujhe roko
Mujhe Ruko
Mera jagaa ehsaas
Mere mun ki hai piyaas
Main ne toori zanjeer
Mera dil hai azaad
Mere dil main junoon
Yeh josheela hai khoon
Meri apni zameen
Mujhe iss pay sukoooooon
ye dil ab manne na en raho ko janne na
bole hoe en baton man jewan ko pehchane na
jaage hai mere man kahi armaan dohnd na paye khushi oo ki rango mein gum bi hai mere jaan
dode kahi
yaara nend aye na ki dil ab tut jaya na ki
yaara ab nend aye na ki hum kahi bole jaya na
sunle sada ae khuda abb mere dil ab tanha roie ha
ye dil ab dundie na en haha lav bole na
jo vade toti ha on vado ko boli na
apni zameen mein kouho hai jaha dhund na paya man kui murado men dubi hoi hum kaha bulo ye nai
yaara neend aye na ki dil ab tut jai na
yaara ab nend aye na ki hum kahi bole jaya na
sunle sada ae khuda abb mere dil ab tanha roie ha
basti hai mere dil men kahi armmaan dund na payi khushio ki rango mein gum bi hai mere jaan
bolo ye nai
yaara neend aye na ki dil ab tut jai na
yaara ab nend aye na ki hum kahi bole jaya na
yaara ab neend aye na ki dil kahi tut jai na
yaara ab neend aye na ki hum kahi bol jai na
yaara ab neend aye na ki dil ab tut jayi na
yaara ab neend aye na ki dil bol jayi na
yaara ab neend aye na ki dil kahi tut jayi na
yaara ab neend aye na
Ooncha hoon main
girna nahi chahta
chahay moun jaley
ja tann jaley
Oonchi meri
dunya aur khayal
ke jaley jo koi
to meri bala se
oonchi zameen
us pay oonchay makaan
aur oonchay hain log
oonchay khayaal
par neecha hai dil
aur neechaya imaan
aur neecha zameer
us pe oonchi yeh shaan
yeh shaan
bohot oonchi hai
aur main pareshan
kay dil hai
kyun bejaan
roti meri aankhen
dil bhar aata
ab zindagi hai kahaan
aur dil ki lagi
paaon main kahaan
oonchi zameen
us pay oonchay makaan
aur oonchay hain log
oonchay khayaal
par neecha hai dil
aur neechaya imaan
aur neecha zameer
us pe oonchi yeh shaan
aur na koi dil diyan meriyan
qadran pehchaaney
main jogan mar jaavan zamaaney di
meriyan ramda pechaanay
mein jogan ujar dee aye
shamaan mere naal
oonchi zameen
us pay oonchay makaan
aur oonchay hain log
oonchay khayaal
par neecha hai dil
aur neechaya imaan
aur neecha zameer
us pe oonchi yeh shaan
saari raat jaga re jaga re
lagey dil mai hara re hara re
khudh yeh khol na le yara re
tere il mai kon hai yara re
mery jan tune jana maine jana
mery jan tery haan mery haan
dar aya dar ayaa
dar aya dar ayaa na
lag jae aag mere dil mai
khoya yara na paya jo bhi dil ne
tere liye hara re yara re
tere liye saare gham hai sawwweere
jab tery aankhein so jaein
aur tery yaadein kho jaein
terey tan mai tere man mai
tere ghar ko aag lag jae
aur tujhe jaan na aaye
saary raat jaga re jaaga re
ab yeh banda hara re hara re
khoya yara na paya jo bhi mere dil ne
aaj yeh dhoond le yara re
ab jaage aahein mere dil mai
tere liye hara re yara re
tere liye saare gham hai sawweere
jab tery aankhein so jaein
aur tery yaadein kho jaein
tere tan mai tere man mai
tere ghar ko aag lag jae
aur tujhe jaan na aaye
jab tery aankhein so jaein
aur tery yaadein kho jaein
tere tan mai tere man mai
tere ghar ko aag lag jae
aur tujhe jaan na aaye
Mera yeh jeewan ek khwaab hai…
Dunya ke dukhon se dur hoon,
Khushyon kay mein paas paas hoon
Mein paas hoon…
Jo milna hai mil jayay ga
Jo khona hai ko ja’ay ga
Kho ja’ay ga!
Mein kaun hoon?
Yeh na pooch mujh see yaro!
Mein hoon jo mein hoon
Mein tanha!
Mein hoon kahan?
Yeh na pooch mujh se yaro!
Mein hoon wahan
Akela!
Jo soojhi woh kar jaoon ga
Jo socha woh keh jaoon ga
Mein keh jaoon ga…
Do pal ke liyay yo yahaan hoon
Phir hai mein ne aagay jaana…
Mein ne jaana hai!
Peeli Patti aur Raja Jani kuch khoay khoay hain
Un ko yeh lagta hai ke yeh dunya gol hai!
Par woh to hai!
Peeli Patti aur Raja Jani kuch gumsum gumsum hain
Un ko yeh pata hai ke ab woh Nahi hain!
Woh Nahi hain!
Khoay khoay, sui chubhoy
Dard Nahi hota hai!
Sab soay, sab roay
Yeh jahan sota hai!
Phir jiyay ya maray
Ab nahi parwa hai!
Tum chupo, hum chupein
Ek naya dhoka hai keh…
Ragon mein dornay phirnay ke hum hain qayal
Keh iss ke bina Nahi jeena!
Khoay khoay, sui chubhoy
Dil Nahi Bharta Hai!
Tum hansay tum roay
Gham koi karta hai?
Dil jalay, dil maray
Kya koi kehta hai?
Hum jalain, hum marain
Ab Nahi darna hai keh…
Ragon mein dornay phirnay ke hum hain qayal
Keh iss ke bina Nahi jeena!
Tu jaan lay keh…
Ragon mein dornay phirnay ke hum hain qayal
Keh iss ke bina Nahi jeena!
Yeh Duniya GOL hai!!!
Chor meree bayyan re
Dekh na yahaan
Aana Nahi…
O’ meray saiyyan re
Dur mein wahaan
Aur meray…
Sawaal ka jawaab do!
Pukaar hai awaaz do!
Kis ka qusoor hai?
Kyoon khushyan mujh se dur hain?
Meray dil mein kyoon Nahi hai…
Aarzoo?
Kho gayay hain hum tum kahaan?
Ho gayay hain kyoon bezubaan?
Bhoolay se Nahi phir milain
Dhoonday thay kabhi jo nishaan!
Zindagee se roothay
Aansoo’on mein doobay
Dur hain kahan?
Bol meray saiyyan re
Dekh tu yahaan
Choree teri hain mein ne baiyyan re
Dur tu wahaan
Kesay teray…
Sawaal ka jawaab doon?
Kahaan hun mein, kahaan hai tu!
Kesa yeh shor hai?
Teray dil main kyoon yeh chor hai?
Iss jeewan ki Nahi hai…
Aarzoo!
Hum bhool ja’ain gay woh yadain sabhi
Woh rangon se saji huee jo dunya thee kabhi
Janay kyoon?…
Ab so gayay, meray chaand au taaray
Hum kho gayay…
Hum haaray!
Mann mera chahay jo woh bolay meree raah mein
Mann mera sochay aaj dolay meree shaam mein
Lagay bol meray mann mein
Koi bol de!
Haal-e-dil jo meray tann mein
Koi rok de!
Jo meray raahi, woh meray Naahi
Meray bol meree raah main
Jo tann mein dekhay, kyoon mann mein sochay?
Meray bol meree raah main
Mann dolay meree shaam mein
Mann mera chahay jo woh bolay meree raah mein
Mann mera dolay aaj bolay meree shaam mein
Lagay bol meray mann mein…
Bolo Na Dil Kholo Na
Apnon Se Munh Moro Na
Tera Hai Jo Sapna
Us Sapnay Ko Toro Na
Jeena Hai Jin Rungon Mein
Un Rangon Ko Choro Na
Kanton Kay Is Chaman Mein
Sitaron Key Lagan Mein…
Nahi Rona Yara Na Rona
Suno Na Dil Key Pukar
Tum Huns Na Huns Ke Jhoom
Meray Dholna Ab Aaye Bahaar
Lagay Jug Soona
Tera Dil Mane Na Haar
Bolo Na. Tum Dekho Na
Is Jeevan Ko Dhoondo Na
Jana Hai Jin Raahon Per
Un Raahon Ko Choro Na
Jaga Hai Ab Dil Tera
Is Dil Ko Tum Roko Na
Kanton Kay Is Chaman Mein
Sitaron Key Lagan Mein
Nahi Rona
Do Dil
Kartay hain baten
Dil ki rahon main
Sadaa
Kehtay hain
Aik doojay se
Mujh ko nahin chorna
Meri Jaan
Pyar main saath hain
Aik doojay ka liyay
Har dum
Sadaa
Do Dil
Dewaanay
Pyar mein saath saath
Jeetay hain
Phir bhi
Ansoo chalaktay
Keh woh aakhri saansen barte hain!
Pass hain
Saath hain
Aik doojay ka liyay
Har dum
Sadaa
Kehtay hain
Aik doosray se
Mujh ko tum nahin chorna
Kabhi bhi
Meri jan
Meri Jan
Yeh sara jahan
Yeh saman
ALVIDA!!!
Do dil dewanay
Karte hain…
Baten
Dil ki Rahon main..
Sadaaaaaaa………
chayioon Mein Kiyoon Mein Khoya,
Tarey Thay,
Andheron Mein Kiyoon Mein Roya,
Dil Ray.. Dil Ro.. Anjane rahi Bolay.. Dil De.. Dil Kho,
Roti Meri Akhiyaan Bolein, Bastay Hein Dil Mein Roag,
Deewana Dil Bas Itna Bolay, Sun Yaar Bol Ab Dil Kay,
Bol... Man Re, Sun Lay Yara Bol... Man Bol, Dil Tu Ga Ray..
Ye Aahein Sun Yara Chupti Nahi Is Dil Mein,
Sun Saathi Sun Yara Basti Nahi Is Dil Mein,
Dil Yara Bolay Mera Jag Say Na Darna,
Phoolon Ki Kaliyoon Say Natay Jor,
Dil Yara Mera Phir hi Hai Akela,
Lagay Nahi mera Man Is Oarh,
Dil Ray.. Dil Ro.. Anjane rahi Bolay.. Dil De.. Dil Kho,
Roti Meri Akhiyaan Bolein, Bastay Hein Dil Mein Roag,
Deewana Dil Bas Itna Bolay, Sun Yaar Bol Ab Dil Kay,
Bol... Man Re, Sun Lay Yara Bol... Man Bol, Dil Tu Ga Ray..
Ye Aahein Sun Yara Chupti Nahi Is Dil Mein,
Sun Saathi Sun Yara Basti Nahi Is Dil Mein...
Dil mere rolay
Kya kya tu bolay
Mein sun raha huun sadaa
Kese kahoon mein
Patthar bohat hein
Phoolon ke raste jaa
O saathi re
Inn raahon ko tu jaan le
Diya na baati
Sangi na saathi
Koi nahin he tera
Kese kahoon mein
Patthar bohat hein
Phoolon ke raste ja
O saathi re
Inn raahon ko pehchaan le
Hum bhoolay, dunyaa bhoolay
Hum bikhray, ab kya ronaa
Ho, Beeti yaadon ke saaye
Ab hein paraaye
Iss chhaon ko tu bhool ja
Sun le
Dil mere rolay
Kya kya tu bolay
Mein sun raha hoon sadaa
Darya na saahil
Toofan manzil
Kaanon mein he shor saa
Kese kahoon mein
Maujein bohat hein
Phoolon ke raste jaa
O saathi re
Inn maujon ko tu jaan le
Hum bhoolay, dunya bhoolay
Hum bikhray, ab kya rona
Beeti yaadon ke saaye
Ab hein paraaye
Iss chhaon ko tu bhool ja
Sun le
Dil mere rolay
Kya kya tu bolay
Mein sun raha hoon sadaa
Suno ke main hoon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan
Sadak pe nikle
Lagey nahi zindagi seedhi
Jo nahi paaya
Woh hai kahaan
Tum kahaan
Hum kahaan
Paani hai zindagi jahaan
Suno ke main hoon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan
Jhootay jo log hain
Un ki baatain ab nahi hum maaney
Jo nahi paaya
Woh hai kahaan
Tum kahaan
Hum kahaan
Paani hai zindagi jahaan
Suno ke main hoon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan
Tum kahaan
Hum kahaan
Paani hai zindagi jahaan
Suno ke main hoon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan
Ohh woah
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Meri jaan
Jaa Pichay Wekh Kand Teree Tuttee ‘Ai
O’ Teray Saalay Di Pehn Teree Budhee ‘Ai
Saah Ruk Jaway, Waaj Jadon Pendi ‘Ai
Baaoo Saanoon Paa De Roti Oyeee Oye
Jaa Teree Rawan Takday Teray Kuttay Nay
O Pichay Jaa Ke Wekh Kewain Ronday Nein
Kuttay Teray Yaar Te Thon Uttay Ne
Jaa Jaa Ke Roti Khuwa O Pukhe Marday Ni Oye!
CHORUS
Chuwaanee De Chuwaray
Haigay Mitthay Saaray
Khao Meray Pyaray
VERSE 2
Aaashiqan De Naal Khed Kera Khedee Day
Pyaar Diyaan Bolyaan Di Doryaan Lapetee Day
Raat Saari Jag Teray Kuttay Bhonkee Day
Baoo Sannoo Panee Piya De Oyee Oye
Jaa Pichay Jaa Ke Wekh Budhee Rondee ‘Ai
O Teray Saalay Di Pehn Kuj Kehndi ‘Ai
Kuttay Saaray Chad Ke Sanoon Nassay Nein
Meinoon Ghar Di Yaad Aondi Way Mein Challi Oye
Page Tags: Noori Band, Noori Band Songs, Noori Band Songs Lyrics, Noori Band New Song Lyrics, Noori Band Songs Lyrics Collection, List Of Noori Band Songs, Lyrics Of Noori Band, Pakistani Noori Band Songs Lyrics, Noori Band New Lyrics, Noori Band 2020 New Songs, Noori Band New Albums Lyrics, Noori Band Live Songs, Noori Band Concert Songs, Noori Band Mp3 Songs Download